Posts

Telenor Free 2000Mbs kasay hasil kare_azhartipsandtricks

Image
Telenor ki sim par free main 2000 mbs free main hasil kare. Asslam o alikum Aj main ap  Aap Ko Batow ga ke aap apni Telenor ki sim par free mein 2000 Mbs  kasa hasil kar sakte hain.. Agar Apke Pas telenor ki sim hai to  ap us par free main internet  hasil kar sakta hain. Telenor free 2000mbs Ya step follow  kare. Step 1 Sub sa phala play store  sa my telenor  app download kare. Step 2 Eb ap na my telenor ko open karna hai Aur us main apna number ka sath login karna hai. Eb ap ka samna screen  par 2000mbs show ho jay ga. Jo ka ap ko ya app download Karna ki waja sa mela hai. Aur ya 2000mbs ap 2 din tak use kar sakta hain. Share this post. Roz new tricks ka lia wapside rozana visit kare.

mobilink jazz par apni marzi ka pakge kasay create kare_azhartipsandtricks

Image
Mobilink  jazz ki sim par Apna package khud  kaise banaye . Assalam o Alaikum aaj main aapko batna  ja raha hoon kya aap Apni Jazz ki sim par  Apna package khud kasa  create kar sakte hain. Aap apni Marzi ke Mbs apni Marzi kya sms aur apni Marzi ke minutes  Khud select kar sakte hain. For example aap ko ek month mein jatna Mbs internet chahiye aap apni Marzi se select  kar sakte hain.  aur jatna SMS ,mint aap ko jarurat hota Hain aap apne marzi sa add kar sakte hain. Tu iska fayda aapko Yeh hoga K Agar aap Koi package use karte hain to aap ka pakge  full use nahi hota  to aapka package zaya ho  jata hai to ab asa nhi ho ga. Jazz ki sim par Apna package khud kaise banaye  Main aapko jo step batna jaa raha hu Apne  follow karne hain  Step 1 Sabse Pehle Apne Ye code dial karna hai  karna ha *303# Step 2 Ab  Aap Ke Samne Yeh wala option aayega jo screenshot main dekh Sakte ...

jazz best internet packages 2019_azhartipsandtricks

Image
Mobilink jazz best 5 pakges  Assalam. O Alaikum  I hope you are fine .... Aaj Mai aap ko Mobilink k best 5 package baithane  ja raha hu.. Agar aap Mobilink user hain to ap ko ya package pehle se Pata Honge lekin Agar kisi ko nahi pata to ma bata data hon.                      Pakge no 1                              *700#                    milaen aur payen                          7 din k liye                    1000 JAZZ Mins,                          1000 SMS,                       50 Off-Net Mins           ...

how to backup mobile phone data||azhartipsandtricks

Image
Mobile backup kya hota hai .kaise lete hain. kyu Lete Hain Assalam o alikum   umeed karta hon ke aap khairiyat se Hoga. Aaj main aapko btane wala hon  k mobile ka  backup Kya Hota Hai . Aur hum backup Kyun Lete Hain  aur kaise lete hain.Backup hm  application Ka bhi Le sakte hain .message kar b la sakte hain .mobile mein maujood kisi bhi software ka backup Hum Le sakte hain. For example aap apne Kisi friends se chat kar rahe hai to aap chahte hai ki aap ki woh chat Agar kabhi galti se bhi delete ho jaye to usko Wapas apna mobile main la ay. Aap ko pata Hoga ke Jab hum kisi se chat karte hain to hamare mobile ki storage full Ho Jati Hai to hum  saree chats delete ker data hain. Tum Jb hum chats delete karte hain to  usko phir se apne inbox Main lana Mumkin nahi hota. Or ager ap  chat delete nahi karna chahte thu Jab aapke message bot  zada Ho Jayenge gay  To aapka mobile slow hona  lage ga phir aap ko saree chat ...

telenor free internet trick 2019 ||azhartipsandtricks

Image
Telenor Free 5Gb INTERNET   Asslam o alikum I hope you are fine.  aaj main aapko batane Wala Hoon ke aap telenor  ki sim par 5 GB internet kaise use kar sakte hain. Agar apke Pas Telenor Ki sim Hai to aap us par 1 month mein  5Gb free internet hasil kar sakte hain. Jasa ka ap ko pata ho ga ka telenor wala bhot sa free codes data hain.Tu Agar ap telenor  user hain to jo step main  aapko btane  Wala Hoon Woh follow kare. Ap ko free mbs mil jay ga. Step1 : Apne telenor ki sim sa ya code *311#  Dail karain ap ko  50mbs  free data  milega.is tarh se ap ye code rozana Dail karain to monthly  1500 mbs  bante Hain.  ‎Note  ‎ ya mbs Facebook ,WhatsApp ke liye Hogi.  ‎ Step2 . Aap apne Telenor ki Sim sa  ya code  dial kare *213#   To ap ko  100mb  Whatsapp 1 week ke liye milega har hafte ye code Dail karain to monthly  400MB  bante Hain.   ‎ is code se aa...