mobilink jazz par apni marzi ka pakge kasay create kare_azhartipsandtricks
Mobilink jazz ki sim par Apna package khud kaise banaye.
Assalam o Alaikum
aaj main aapko batna ja raha hoon kya aap Apni Jazz ki sim par Apna package khud kasa create kar sakte hain.
Aap apni Marzi ke Mbs apni Marzi kya sms aur apni Marzi ke minutes
Khud select kar sakte hain.
For example aap ko ek month mein jatna Mbs internet chahiye aap apni Marzi se select kar sakte hain.
aur jatna SMS ,mint aap ko jarurat hota Hain aap apne marzi sa add kar sakte hain.
Tu iska fayda aapko Yeh hoga K Agar aap Koi package use karte hain to aap ka pakge full use nahi hota to aapka package zaya ho jata hai to ab asa nhi ho ga.
Jazz ki sim par Apna package khud kaise banaye
Main aapko jo step batna jaa raha hu Apne follow karne hain
Step 1
Sabse Pehle Apne Ye code dial karna hai
karna ha
*303#
Ab Aap Ke Samne Yeh wala option aayega jo screenshot main dekh Sakte
""welcome to make your package ""
ye screen aap ke mobile par show ho jayegi.
Step 3
Tu yahan par Apne Apne minutes select katne hain. Apne package Mein jatna minutes chahte hain aap wo Lekh kar next kar de.
Step 4
Step 5
Step 6
Eb aap ko apna pakge main jitne SMS chahiy wo likh kar send kar dena hai.
Step 7
Eb aapka package aap ki screen par show ho jayega Apne na Jo data select kya hua hai aap ko bataya Jaye aur aap Co price be Batay Jayegi...
Step 8
Ab ap na 1 likh kar send kar dena hai ......
Congratulations Apne Apne Pakg created kar dia hai.
enjoy^^^^^^^^
Post achi lagi to share jrur Kare .
aur aap ko kon se trick chaya comment kar zaror batay.








Comments
Post a Comment