how to backup mobile phone data||azhartipsandtricks
Mobile backup kya hota hai .kaise lete hain. kyu Lete Hain
Assalam o alikum
umeed karta hon ke aap khairiyat se Hoga. Aaj main aapko btane wala hon k mobile ka backup Kya Hota Hai .
Aur hum backup Kyun Lete Hain
aur kaise lete hain.Backup hm application Ka bhi Le sakte hain .message kar b la sakte hain .mobile mein maujood kisi bhi software ka backup Hum Le sakte hain.
For example aap apne Kisi friends se chat kar rahe hai to aap chahte hai ki aap ki woh chat Agar kabhi galti se bhi delete ho jaye to usko Wapas apna mobile main la ay.
Aap ko pata Hoga ke Jab hum kisi se chat karte hain to hamare mobile ki storage full Ho Jati Hai to hum saree chats delete ker data hain. Tum Jb hum chats delete karte hain to usko phir se apne inbox Main lana Mumkin nahi hota.
Or ager ap chat delete nahi karna chahte thu Jab aapke message bot zada Ho Jayenge gay To aapka mobile slow hona lage ga phir aap ko saree chat delete Karne padenge. Lekin agar aap me backup liya hai to aap Jab Bhi Chahe to jo chats Apne delete Kar Di Thi Wo Wapas aap apne inbox main show kar Sakte hain.
Apps ka backup
Agar Apne Apne mobile ma koi application install Ki hai To aap us ko delete kar dete Hain To us ko Wapas install karna Mushkil ho jata hai uske liye agar aap Ne us application ka backup Liya Hai Tu aap aasani se wo application Wapas apne mobile mein Install kar sakte hain.
Aap Kisi bhi application ka backup Leke usse delete kar ke Wapas apni Marzi Se Jab Chahe aasani se install kar sakte hain.
Mobile main backup kyu karta hain.
Backup karne ki bot se waja hoti hain.
Agar apke Paas koi asa mobile hai Jiski storage both kam hai. Aur aapke paas memory card B Nahi Hai To uske liye backup Lena Zaroori Hota Hai Kyunki agar aap ki important application files chats etc delete ho jati hai to aap ko Wapas save karna impossible ho jate hai. To isliye hama zaror important cheezo ka backup lana chahiye..
Agar aap ke mobile ki storage bahut kam Hi Tu Tu Jab aap Koi Aur application install Karte Hain To wo install nahi hoti Tu Agar Hum apne mobile mein maujood application ko delete kar data hain
To Wo Wapas install karna Mushkil ho jata hai to ager aapne backup lia hai to asani sa wo apps mobile me waps Install kar sakte hain.
Backup kasay kare.
Waise to bot se mobile mein backup ka software mojod hota hai. Lekin Agar aapke mobile mein nahi hai to Darne Ki Koi Zaroorat Nahi aap Play Store par jay aur backup application download kar day. ..
Umeed karta hon ka ap ko post achi lagi ho ge.
Apna frinds ka sath share zaror kare.
Roz new post dakhna ka lia wapside rozana visit kare.
Umeed karta hon ka ap ko post achi lagi ho ge.
Apna frinds ka sath share zaror kare.
Roz new post dakhna ka lia wapside rozana visit kare.

Comments
Post a Comment