Posts

Showing posts with the label Mobile

mobile hanging problem solve_azhartipsandtricks

Image
mobile hanging problem,how to solve mobile hanging problem in hindi &Urdu Assalam o alaikum Aaj Mai aap ko batana Wala Hoon ke aap Apna Mobil  Ko hang hone se Kaise bacha sakte hain... Aaj ke Daur Mein Tu mobile har Koi use karta hai. Lekin aaj kal Mobile hang  hona ka  problem bhot zadha ha. Tu agar aap ke saath b  ya problem hai  To Aaj Main aapko iska solution bataunga main aapko kuch tips dou ga ap  follow kare..  Mobile hang hone ka problem boat Jada aa raha hai agar hamara mobile Baar Baar Hang hoga to Hamara Mobil jaldi kharab ho jayega yeh to aap Sabko Pata hoga. Mobile ko hang hone se Kaise bacha Jaye. Aaj main aapko kuch tips Dunga aap wo follow Kare to aap ka mobile hang   nahi hoga.. Follow these tips 1 aap Jab Apne new mobile buy khate Hain top mobile on Kehte Hai usne both saree application download kar lata hain. Lekin aapne ab asa nahi  karna hai. Kyunki new mobile jaldi load nahi le sakta toh ...

Unlimited Gmail Account Kaise Banaye (whitout Number ) | azhartipsandtricks

Image
Android mobile mein unlimited Gmail account kaise create kare without verification   Assalam o Alaikum  aaj main aapko btane Wala Hoon ki aap apne mobile par unlimited Gmail account kaise create Kare sakte hain woh bhi kisi number Se verify  karna ki   jarurat nahi para ge. Aaj Main Jo aapko bataunga usse aap unlimited Gmail account create kar Sakenge aur aap Ko Kisi bhi number se verify karne ki koi Zaroorat Nahi padegi. Aapne Dekha Hai Jab Gmail account create Karte Hain To uske liye number se verify karna Zaroori Hota Hai  Lekin aaj main aapko Ek Aisi trick batao ga  jis sa ap  aap unlimited Gmail account bana sakte hain Bina Kisi number se verify keya.. Unlimited Gmail account kaise create kare. To ya step ap na follow karna hain. Step 1 Sabse Pehle apne mobile ki setting Mein jaana hai aur setting open karni hai   jasa ka ap  screenshot main dakh  sakte hain. Step 2  ab aap ne acco...

how to backup mobile phone data||azhartipsandtricks

Image
Mobile backup kya hota hai .kaise lete hain. kyu Lete Hain Assalam o alikum   umeed karta hon ke aap khairiyat se Hoga. Aaj main aapko btane wala hon  k mobile ka  backup Kya Hota Hai . Aur hum backup Kyun Lete Hain  aur kaise lete hain.Backup hm  application Ka bhi Le sakte hain .message kar b la sakte hain .mobile mein maujood kisi bhi software ka backup Hum Le sakte hain. For example aap apne Kisi friends se chat kar rahe hai to aap chahte hai ki aap ki woh chat Agar kabhi galti se bhi delete ho jaye to usko Wapas apna mobile main la ay. Aap ko pata Hoga ke Jab hum kisi se chat karte hain to hamare mobile ki storage full Ho Jati Hai to hum  saree chats delete ker data hain. Tum Jb hum chats delete karte hain to  usko phir se apne inbox Main lana Mumkin nahi hota. Or ager ap  chat delete nahi karna chahte thu Jab aapke message bot  zada Ho Jayenge gay  To aapka mobile slow hona  lage ga phir aap ko saree chat ...